Monday, 10 March 2014

Bhool jata hoon milne walon ko, Khud se phirta hoon bekhabar kitna.. Usne aabaad ki hai tanhai Warna sunsaan tha ye ghar kitna, Kon ab arzoo kare uski Ab dua main bhi hai asar kitna.... Wo mujhe yaad kar ke sota hai, Usko lagta hai khud se dar kitna... Aadate sub buri hain kMu ki Acha lagta hai wo magar kitna...!!!

0 comments:

Post a Comment